Teri Aankhon Mein-Lyrics

 


 

     Song: Teri Aankhome Mein

     Singer: Darshan Raval & Neha Kakkar

     Lyrics: Kumaar

     Starting: Divya Khosla, Pearl V Puri, Rohit Suchanti

     Label: T-Series

 

 

 

 

Haan kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf

Itna sa bas ehsaan kar de

Kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf

Itna sa bas ehsaan kar de

 

Tu jo hai naraaz meri saansein na chalein

Maan ja tu jeena yeh aasan kar de

Tu khol mere dil ko aur lele talaashi

Koyi bhi milega na tere siwa tere siwa

 

Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

 

Bhar ke rakhti hoon jebein  main dil ki apni

Bol kitna tu maange udhar

Jo main pyasa ke boondi tu maang to sahi

Bol kitna tu maangega pyar

 

Baitha hai gussa teri naak pe aise

Thok diya tujhko maine chhod diya jaise

Mar ke bhi chhodun na tu manega kaise

Nikaal na zubaan se aise marne ki baat

 

Pyaar aisa karunga, ke tu degi shabashi

Misaal main dunga apne pyaar ki bada

 

Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

 

Ishq ko odh lein sab hadein tod de

Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein

Ishq ko odh lein sab hadein tod de

Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein

 

Tu bole na mujhe kuchh aur main sunti rahun

Aise pyar karte karte duniya ko chhod doon

 

Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

 

Comments